Description
“jazbaat” duniya ke nkabkosh logo ka asli chehra saamne laate hue,unki asliyat aur smaj ki soch ko byaan krti h.aaj is duniya m koi esa ni bcha jo saari umr sath de, hr koi sirf apne mtlb tk aapke saath h. Aaj hr rishte – naate, pyar, mohbtt se uncha h paisa. Paise ke liye insaan kuch v kr gujrne ko tyar h. Ese smaj ko sudharne ke liye ek chhote sa kdm h ye kitaab. Umeed h ki ye kisi ki soch sudharne mai sakshm hogi.
About The Authors
Renu 18 saal ki ek chhote se gaon ki ldki jise bchpn se he kitabein pdne ka shonk tha, wo aksr kuch na kuch likhti rehti thi mgr kbhi kisi ko btati nii thi. Use pdai ke siwaye hr kaam mai dilchaspi thi ,mgr uske papa use doctor bnana chahte the . school mai kr karykrm mai wo aage rehti thi fr chahe wo kavi smmeln ho ya bhashan pratiyogita ,inhi sbke chlte use uske adhyapko ne prerit kiya aur ye pehli kitaab usi ka prinaam h .uske apno ko sakaar krne m uski pita g ne v bhoomika nibhayi h Jo chahe use pdne ke liye khte h ,mgr is baat ka v dhyan rkhte h ki kahi uska koi spna toot na jaye.
Reviews
There are no reviews yet.